यशोमती मय्या से बोले नंदलाला
राधा क्यों गोरी मैं क्यों काला -२
बोली मुस्काती मय्या ललन को बताया
कारी अंधियरी आधी रात में तू आया
लाडला कंहय्या मेरा होऽ
लाडला कंहय्या मेरा काली कमली वाला
इसीलिए काला
यशोमती मय्या से बोले नंदलाला
राधा क्यों गोरी मैं क्यों काला -२
बोली मुस्काती मय्या सुन मेरे प्यारे -२
गोरी-गोरी राधिका के नैन कजरारे
काले नैनों वाली ने होऽ
काले नैनों वाली ने ऐसा जादू डाला
इसीलिए काला
यशोमती मय्या से बोले नंदलाला
राधा क्यों गोरी मैं क्यों काला -२
इतने में राधा प्यारी आई इठलाती
मैं ने न जादू डाला बोली बलखाती
मैया कन्हय्या तेरा जग से निराला
इसीलिए काला
यशोमती मय्या से बोले नंदलाला
राधा क्यों गोरी मैं क्यों काला -२
Monday, August 25, 2008
Monday, August 04, 2008
Hum ko man ki shakti dena
Hum ko man ki shakti dena, man vijay kare
Dusaron ki jay se pahale, khud ko jay kare
Bhedabhav apane dil se saaf kar sake
Doston se bhool ho to maaf kar sake
Zooth se bache rahe, sach kadam bhare
Dusron ki jay se pahale, khud ko jay kare
Mushkile pade to hum pe itana karam kar
Sath de to dharam ka, chale to dharam par
Khud pe hausala rahe, bade se naa dare
Dusaron ki jay se pahale, khud ko jay kare
Hum ko man kee shakti dena, man vijay kare
Dusaron ki jay se pahale, khud ko jay kare !!
This prarthna was sung by Vani Jairam in film guddi (1971).
Dusaron ki jay se pahale, khud ko jay kare
Bhedabhav apane dil se saaf kar sake
Doston se bhool ho to maaf kar sake
Zooth se bache rahe, sach kadam bhare
Dusron ki jay se pahale, khud ko jay kare
Mushkile pade to hum pe itana karam kar
Sath de to dharam ka, chale to dharam par
Khud pe hausala rahe, bade se naa dare
Dusaron ki jay se pahale, khud ko jay kare
Hum ko man kee shakti dena, man vijay kare
Dusaron ki jay se pahale, khud ko jay kare !!
This prarthna was sung by Vani Jairam in film guddi (1971).
Tumhi ho Mata, Pita Tumhi ho
Tumhi ho Mata, Pita Tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha Tumhi ho
Tumhi ho sathi, Tumhi sahare
Koyee na apna siva Tumhare
Tumhi ho naiya Tumhi khavaiya
Tumhi ho bandhu sakha Tumhi ho
Jo khil sake na woh phool ham hain
Tumhare charano ki dhool ham hain
Daya ki drishti sada hi rakhna
Tumhi ho bandhu sakha Tumhi ho
Tumhi ho Mata, Pita Tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha Tumhi ho.
Tumhi ho bandhu, sakha Tumhi ho
Tumhi ho sathi, Tumhi sahare
Koyee na apna siva Tumhare
Tumhi ho naiya Tumhi khavaiya
Tumhi ho bandhu sakha Tumhi ho
Jo khil sake na woh phool ham hain
Tumhare charano ki dhool ham hain
Daya ki drishti sada hi rakhna
Tumhi ho bandhu sakha Tumhi ho
Tumhi ho Mata, Pita Tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha Tumhi ho.
He Sharde Maa
He Sharde Maa, He Sharde Maa
agyanta se hame taarde Ma
Tu swarki Devi ye sangeet tujhse,
har shabd tera hai har geet tujhse
Ham hai akele, hum hai adhure,
teri sharan hum hame pyar de Ma
Muniyon ne samjhi, guniyon ne jaani,
Vedonki bhasha, Puranoki bani
Ham bhi to samjhe, hum bhi to jaane,
vidhya ka hamko adhikaar de Ma
Tu shwat varni kamalpe viraje,
hathon me veena, mukut serpe saje
Manse hamare mitake andhere,
hamko ujalon ka sansaar de Ma
He Sharde Maa, He Sharde Maa.
agyanta se hame taarde Ma
Tu swarki Devi ye sangeet tujhse,
har shabd tera hai har geet tujhse
Ham hai akele, hum hai adhure,
teri sharan hum hame pyar de Ma
Muniyon ne samjhi, guniyon ne jaani,
Vedonki bhasha, Puranoki bani
Ham bhi to samjhe, hum bhi to jaane,
vidhya ka hamko adhikaar de Ma
Tu shwat varni kamalpe viraje,
hathon me veena, mukut serpe saje
Manse hamare mitake andhere,
hamko ujalon ka sansaar de Ma
He Sharde Maa, He Sharde Maa.
Subscribe to:
Posts (Atom)